Blogging kya hai blog kaise banaye
Blogging kya hai - wah kam jo ham apne website par karte hai jaise post likhna , blog design karna etyadi to use blogging kahte hai. Dosto blogging karne ke liye apke pass ek blog hona jaruri hota yadi apke pass ek Blog hai to bhut hi achchhi bat hai yadi apke pass blog nahi hai to ap pahle blog bana le. Ko Blog kaise banaye in hindi Dosto blogging ke sabse jyada popular kewal do hi platform hai. 1 WordPres 2 blogger WordPress WordPress ke virson hai pahla WordPress. Org aur dusra WordPress. Com WordPress.org - yaha par aap self hosted blog create kar sakte hai. Par yaha blog banane ke liye apko paise kharch karne honge. Kyoki WordPress. Org par blog banane ke liye ek domain name aur hosting service buy karni padti hai. WordPress.com - yaha aap free blog create kar sakte hai . Yaha aapke paise bach sakte hai. WordPress. Com par jab aap ek blog create karte hai to apko domain ke roop me WordPress. Com se juda huaa ek subdomain mil jata hai. Aur wahi url apke blog ka url hota hai. J...