Blogging kya hai blog kaise banaye
Blogging kya hai - wah kam jo ham apne website par karte hai jaise post likhna , blog design karna etyadi to use blogging kahte hai.
Dosto blogging karne ke liye apke pass ek blog hona jaruri hota yadi apke pass ek Blog hai to bhut hi achchhi bat hai yadi apke pass blog nahi hai to ap pahle blog bana le.
Ko
Blog kaise banaye in hindi
Dosto blogging ke sabse jyada popular kewal do hi platform hai.
1 WordPres
2 blogger
WordPress
WordPress ke virson hai pahla WordPress. Org aur dusra WordPress. Com
WordPress.org - yaha par aap self hosted blog create kar sakte hai. Par yaha blog banane ke liye apko paise kharch karne honge. Kyoki WordPress. Org par blog banane ke liye ek domain name aur hosting service buy karni padti hai.
WordPress.com - yaha aap free blog create kar sakte hai . Yaha aapke paise bach sakte hai. WordPress. Com par jab aap ek blog create karte hai to apko domain ke roop me WordPress. Com se juda huaa ek subdomain mil jata hai. Aur wahi url apke blog ka url hota hai. Jyada jankari ke liye post padhe WordPress par free blog kaise banaye.
Blogger
Blogger ek Google ka products hai jo hame blog banane ka anumati deta hai. Yaha koi bhi apna ek blog create free me kar sakta hai. Bas uske pass GMail ka e-mail ID aur password hona chahiye. Jyada jankari ke post ko padhe - blogger par blog kaise banaye
Yadi aap blogging ke fild me new hai. Aur blogging sikhna chate hai to blogger apke liye best hai. Kyoki aaj most popular blogger bhi pahle pahle blogger. Com se hi shuruaat ki aur jab unki site badi aur popular hone lagi to wah apni site ko blogger se move karke self hosted WordPress par sift kar li.
Dosto aaj aapne jana blogging kya hai blog kaise banaye ke bare me yah lekh apko pasand aye to aap ese Facebook par share jarur kare dhanyawad.
https://wck.me/14yzhttps://wck.me/14yz
Nice post thanks sir
ReplyDelete